22/08/2026
Front brake kaam issue video 1.3 MILLION VIEWS KE BAAD HATERS KO JAWAB! 🔥
Aap log bol rahe the - “Temporary hai”, “Caliper change karna padega”, “Chuna laga raha hai”...
Bhaiyo 1.3M logon ne dekha, 20K ne like kiya, iska matlab kaam sahi hai. 🙏
Front Wheel Disk Brake Jaam ka permanent solution sirf Caliper Pin Greasing aur proper cleaning hai, Caliper change karne ki zarurat nahi hai! 15,000 ka kharcha bachao.
Aapka pyaar hi meri power hai ❤️ Thank you 1.3M Family!
royalenfieldservice classic350 bullet350 royalenfieldmechanic bikerepair doctordugdug mechaniclife viralreels 1millionviews
Negative Comments ka Reply to dena padega! 😎
"Fake hai“ "Overhy”e“ hai” - Par 1.3M views fake nahi hai bhai.
Royal Enfield Front Disk Brake Jam = Caliper Pin Jam. Solution = Greasing, Not Replacement.
Samajh gaye? 😉
royalenfieldclassic brakeproblem doctordugdugroyalenfield reelsindia bikemechanic
Royal Enfield Front Wheel Disk Brake Jam Issue? Full Solution Explained! 🛠️
Problem: Front brake jam, wheel free nahi ghoom raha
Reason: Caliper pin me rust aur dust
Solution: Caliper pin nikalo, clean karo, silicone grease lagao
Cost: Rs 200-300 (Caliper change Rs 12000-15000 se bacho!)
Isi trick se mera video 1.3M par gaya. Video late dekha toh nuksan apka.
Save kar lo, kaam ayega!