19/04/2018
Khub ladi mardani wo to jhasi wali rani thi...wo jajwa wo junun apne ander jagao aur hawasi darindo ko katna shuru karo...
Maa Kali kar roop phir se lene ka samay aa gaya hai.
apne dil se darr hatao aur hath uthana shuru karo aur apna sar jhukhana band karo :)