12/10/2026
Gari Ka Steering Mechanical Chain Aur Rack Movement
Yeh video gari ke andar steering wheel se lekar rack aur pinion ki movement ka mechanical system dikhati hai. Isko dekh kar aap samajh sakte hain ke steering input kesay wheels tak transfer hota hai.